Monday, August 27, 2007

Vishesh Soochna

Agar aap bus, train, plane ya kahin se bhi aa jaa rahe hon aur kisi mahila/ladki ke hath mein phool, dhaaga, ya chamakti hue koi bhi vastu dekhein to turant wahan se bhag jaye. Ye vastu RAKHI ho sakti hai. Apki zara si laaparwahi aapko BHAI bana sakti hai.

~~~~~ Bharat Sarkar dwara purush hit me Jaari ~~~~~

No comments: